Ya ALLAH aap baray hain aur baron ka zarf bhee bara hua karta hai. Hum to na-laaiq thay so na-laaiqi he ki. Lekin aap hamaray sath wo karain jo aap ki shan k laaiq hai. Hamari bari bari khataain aap ki rehmat k samnay kuchh naheen. bus humain maaf kar dain aur apni har nemat humain de dain